Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Song Lyrics

Spread the love

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics The song is sung by Mithoon, Asees Kaur, Jubin Nautiyal, and Keshav Anand, and has music by Mithoon while Mithoon has written the Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics. The music video of the Chaiyaan Mein Saiyaan Ki song is directed by Faruk Kabir , and it features Vidyut Jammwal and Shivaleeka Oberoi.

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki – Asees Kaur Jubin Nautiyal Mithoon Keshav Anand Lyrics

Singer Asees Kaur Jubin Nautiyal Mithoon Keshav Anand
Music Mithoon
Song Writer Mithoon



Pee mohe dhun tune aisi lagayi
Mann mein kahin tori preet jagayi
Ankhiyan ve ankhiyan nu kol bulave
Aayi ve tohre paas main aayi

Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji

Mohe yoon hi tu rakhna ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji

Sajna haan tore preet mein
Saaton janam bitana

Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke is noor ko
Rab ne milaya hai humko
Phir rehna kaahe door ko

Ankhiyan ve ankhiyan nu kol bula le
Aayi to more paas ve aayi

Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Sajni yoon hi tu rehna ji
Sajni yoon hi tu rehna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Deen ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Farz rubayi meri farz gawayi meri
Ishq hua mujhko

Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Saiyaan ji





How useful was this post?

Click on a star to rate it!


Spread the love