Nishaana Lyrics – Srushti Tawde

Spread the love

Nishaana Lyrics The song sung by Srushti Tawade, and has music by Aditya Pushkarna while Srushti Tawade has written the Nishaana Lyrics. The music video of the Nishaana song is directed by Aakash Bhatia , and it features Taapsee Pannu and Gulshan Devaiah.

Nishaana Lyrics – Srushti Tawde Lyrics

Singer Srushti Tawde
Movie Blurr
Music Aditya Pushkarna
Song Writer Srushti Tawde





Nigaahein kisi na kisi pe hai
Kisi ne hai jaana bina aankh ke
Saari raahe bhari hai nigaaho se
Kisi pe nishaana

Nigaahein kisi na kisi pe hai
Kisi ne hai jaana bina aankh ke
Saari raahe bhari hai nigaaho se
Kisi pe nishaana

Har waqt thoda darr hai
Jo sar chadh kar bole
Let me go

I’m blind to the deadly foe
The one I barely know
The one who gets me
Though the one who leaves me a message
In my dreams on a friendly note on my telephone
Tim theek toh ho?
These deadly fores have got a
Look in their eyes that they barely show
They’re gonna tell you their lies, & directly so
They’re gonna leave you alive?
Well, clearly, no they’re gonna wait
For you to go blind, hello hello koi hai
Muje kuch dikh nahi raha koi hai?

Kabhi khud aaina dekhe toh chehre me dikhe koi
Meri tasviir banti ho toh naqshe me dikhe koi
Ye ujiyaare mein ho toh thik
Lekin kya ho tab ghana andher kamra
Aur kamre me dikhe jab ho koi?

Like I’m locked behind the door
And I hear somebody walk behind the door
And I know it’s pretty dark behind the door
But I can see somebody knock behind the door

Koi chor meri jaan chori karne ki or badh raha
Isi dar mein dimag pe hamesha ki tarah har pal
Or zor padd raha
Mere aas paas kisi ki jhalak tak rahi nahi, koi nahi yaha
Magar mujhe lagne laga hai
Jaise mere peechhe bhaagne laga hai saara jahaan

Jaise koi phaansi ka phanda
Latakta ho aankho ke aage
Mujhko khatakta ho aankho ke aage
Na thoda jhijhakta, na thoda sarakta
Na thoda bhatakta ho aankho ke
Aage se aankho ke taare lage bhaage bhaage se
Saari raat baithe jaage jaage se
Ye hi darr sataaye ki jaane kise kise
Pata hai kya mere baare mein

Mujhe bekhouf jeena hai, mere ghar ka pata do, bas
Agar ghar me akeli mein nahi hu toh jata do bas
Koi parwaah nahi iss ghar ke baahar ho raha hai kya
Meri aankho ke aage kaun hai itna bata do bas

Nigaahein kisi na kisi pe hai
Kisi ne hai jaana bina aankh ke
Saari raahe bhari hai nigaaho se
Kisi pe nishaana

Koi hai? Hello
Please help
Help me
Help me please, hello






How useful was this post?

Click on a star to rate it!


Spread the love