Zindagi Ban Gaye Ho Tum Lyrics

Spread the love

Zindagi Ban Gaye Ho Tum Lyrics from movie ‘Kasoor’. This song is sung by Udit Narayan and Alka Yagnik.The Music Given By Nadeem Shravan, Written By Sameer Anjaan

Zindagi Ban Gaye Ho Tum Lyrics – Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics

SingerUdit Narayan Alka Yagnik
MovieKasoor Movie
MusicNadeem Shravan
Song WriterSameer Anjaan




Jo meri rooh ko chain de pyaar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Jo meri rooh ko chain de pyaar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum


Jism se jaan tak paas aate gaye
In nigaahon se dil mein samaate gaye
Jism se jaan tak paas aate gaye
In nigaahon se dil mein samaate gaye

Jis haseen khwab ki thi tamanna muhje
Haan wahi bangaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Jo meri rooh ko chain de pyaar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum


Har kisi se jise main chhupati rahin
Bekhudi mein jise gungunati rahin
Har kisi se jise main chhupati rahin
Bekhudi mein jise gungunati rahin

Maine tanha kabhi jo likhi thi wahi
Shaayri ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Jo meri rooh ko chain de pyaar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum.








Zindagi Ban Gaye Ho Tum Lyrics in Hindi

जो मेरी रूह को चैन दे प्यार दे
वो ख़ुशी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम

जो मेरी रूह को चैन दे प्यार दे
वो ख़ुशी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम

जिस्म से जान तक पास आते गये
इन निग़ाहों से दिल में समाते गये
जिस्म से जान तक पास आते गये
इन निग़ाहों से दिल में समाते गये

जिस हसीं खाब की थी तमन्ना मुझे
हाँ वही बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम

जो मेरी रूह को चैन दे प्यार दे
वो ख़ुशी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम

हर किसी से जिसे मैं छुपाती रही
बेख़ुदी में जिसे गुनगुनाती रही
हर किसी से जिसे मैं छुपाती रही
बेख़ुदी में जिसे गुनगुनाती रही

मैंने तन्हा कभी जो लिखी थी वही
शायरी बन गए हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम

जो मेरी रूह को चैन दे प्यार दे
वो ख़ुशी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम
ज़िन्दगी बन गये हो तुम

How useful was this post?

Click on a star to rate it!


Spread the love