Hum Mazdoor| Ali Zafar Lyrics
Song Name | Hum Mazdoor |
Singer(s) | Ali Zafar |
Lyricist(s) | Ali Zafar |
Music(s) | Hassan Badshah |
Music Label | Ali Zafar |
Lyricsknow
Hum Mazdoor | Ali Zafar Lyrics
Hum jigar pahaad ka cheerein
Jurrat ki hum tasveerein
Faulad ko moam bana dein
Shehra ka dil dehla dein
Hum jigar pahaad ka cheerein
Jurrat ki hum tasveerein
Faulad ko moam bana dein
Shehra ka dil dehla dein
Haathon par hain jo chhaale
Tham gaye hain himmat waale
Hum desh ki taaqat ka mazboot guroor
Hum mazdoor, hum mazdoor
Hum mazdoor, hum mazdoor
Koyi kaam nahi, koyi naam nahi
Jo hai mazdoor se khaali
Jo hai mazdoor se khaali
Har rang mein hai, har sang mein hai
Mazdoor ki dil ki laali
Mazdoor ki dil ki laali
Hum kankar jodein taj mahal ban jaye
Hum beej ko choo lein to jungle ban jaye
Sar uncha, tan man thakan se chura choor
Hum mazdoor, hum mazdoor
Hum mazdoor, hum mazdoor
Ghar galiyan, kuche baazar
In hathon ke hain shahkar
In hathon mein ho auzaar
To aasman tak ban jaye deewaar
Hum log zameen par chand sitare le aaye
Hum sheharaon mein phool nazare le aaye
Aur apni jholi khali dil mazboor
Hum mazdoor, hum mazdoor
Hum mazdoor, hum mazdoor
Hum jigar pahaad ka cheerein
Jurrat ki hum tasveerein
Faulad ko moam bana dein
Shehra ka dil dehla dein
Haathon par hain jo chhaale
Tham gaye hain himmat waale
Hum desh ki taaqat ka mazboot guroor
Hum mazdoor, hum mazdoor
Hum mazdoor, hum mazdoor
Hum mazdoor, hum mazdoor
Hum mazdoor, hum mazdoor
YouTube Video
Lyricsknow
A little request. Do you like this Post Songs lyrics . So please share it. Because it will only take you a minute or so to share. But it will provide enthusiasm and courage for us. With the help of which we will continue to bring you lyrics of all new songs in the same way.
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics