Aashiq Hoon – Raj Barman Lyrics

Spread the love

Aashiq Hoon Lyrics.The Latest Hindi song is sung by Raj Barman, and has music by Raees and ZAIN-Sam while Vikki Nagar has written the Aashiq Hoon Lyrics. The music video of the Aashiq Hoon song is directed by Ranju Varghese , and it features Mohsin Khan and Aneri Vajani.

Aashiq Hoon – Raj Barman Lyrics

Singer Raj Barman
Music Raees Zain Sam
Song Writer Vikki Nagar



Aag dil mein laga di hai tune magar
Main jala dunga ya khud hi jal jaunga

Aag dil mein laga di hai tune magar
Main jala doonga ya khud hi jal jaunga
Tere aankhon se mumkin hai beh jaun main
Ishq mein ashq banke nikal jaunga

Tu to mausam hai, tu to mausam hai
Tu to mausam hai shayad badal jayegi
Main to aashiq hoon kaise badal jaunga

Tere seene mein har pal dhadakta hoon main
Kaise dil main tere utar jaunga
Tu to mausam hai shayad badal jayegi
Main to aashiq hoon kaise badal jaunga

Toot kar jo zameen pe bikhar jaaye woh
Aasmaan ka main koyi sitaara nahi
Tujhko haq hai mujhe bhool jaaye magar
Main tujhe bhool jaaun ganwara nahi

Kabhi dariya samandar ya toofan hai
Ishq mein ishq ke imtehaan kam nahi
Jo bhi anjaam hoga woh manzoor hai
Ishq mein jaan bhi jaye koyi gam nahi

Shaakh se phool, shaakh se phool
Shaakh se phool banke tu jhad jayegi
Main magar khushbu banke bikhar jaunga
Tu to mausam hai shayad badal jayegi
Main to aashiq hoon kaise badal jaunga

Tere seene mein har pal dhadakta hoon main
Kaise dil se main tere utar jaunga
Tu to mausam hai shayad badal jayegi
Main to aashiq hoon kaise badal jaunga








Aashiq Hoon – Raj Barman Lyrics in Hindi

आग दिल में लगा दी है तूने मगर
मैं जला दूँगा या खुद ही जल जाऊँगा

आग दिल में लगा दी है तूने मगर
मैं जला दूँगा या खुद ही जल जाऊँगा
तेरे आँखों से मुमकिन है बह जाऊँ मैं
इश्क़ में अश्क़ बनके निकल जाऊँगा

तू तो मौसम है, तू तो मौसम है
तू तो मौसम है शायद बदल जाएगी
मैं तो आशिक़ हूँ कैसे बदल जाऊँगा

तेरे सीने में हर पल धड़कता हूँ मैं
कैसे दिल मैं तेरे उतार जाऊँगा
तू तो मौसम है शायद बदल जाएगी
मैं तो आशिक़ हूँ कैसे बदल जाऊँगा

टूट कर जो ज़मीन पे बिखर जाए वो
आसमान का मैं कोई सितारा नही
तुझको हक़ है मुझे भूल जाए मगर
मैं तुझे भूल जाऊँ गंवारा नही

कभी दरिया समंदर या तूफान है
इश्क़ में इश्क़ के इम्तेहान कम नही
जो भी अंजाम होगा वो मंज़ूर है
इश्क़ में जान भी जाए कोई गम नही

शाख से फूल, शाख से फूल
शाख से फूल बनके तू झाड़ जाएगी
मैं मगर ख़ुशबू बनके बिखर जाऊँगा
तू तो मौसम है शायद बदल जाएगी
मैं तो आशिक़ हूँ कैसे बदल जाऊँगा

तेरे सीने में हर पल धड़कता हूँ मैं
कैसे दिल से मैं तेरे उतार जाऊँगा
तू तो मौसम है शायद बदल जाएगी
मैं तो आशिक़ हूँ कैसे बदल जाऊँगा

How useful was this post?

Click on a star to rate it!


Spread the love