Gandi Bimari Lyrics.The song is sung by RAGA, and has music by Wamp while RAGA has written the Gandi Bimari Lyrics. , and it features Ali Fazal, Pankaj Tripathi, Rasika Duggal, Shweta Tripathi, and Vijay Varma.
Gandi Bimari Lyrics – Raga Lyrics
Singer | Raga |
Movie | Mirzapur Season 3 |
Music | Wamp |
Song Writer | Raga |
Ni maanenge
Shuru majboori mein kiye the
Par ab maza aane laga hai
Ni maanenge jab tak chalegi
Nahi marzi humaari
Hum maalik hai
Maare jab marzi humari
Kal gaddi ke varish ko maare the
Thi jiski bhi kal ab woh gaddi humari
Ye gaddi ki gandi bimaari
Bharosa ni kisi pe
Aur na kisi na banti humaari
Ye gaddi ki gandi bimari
Ye gaddi ki gandi bimari
Bharosa ni kisi pe
Aur na kisi na banti humari
Ee gaddi ki gandi bimari
Kahe the na
Shuru majburi mein kiye the
Par ab maza aane laga bohot humein
Bhau humse ab kaayde mein baat karo
Kahi de dein chauraha pe maut tumhe
Hum hain hathi aur kutte ye
Bhaunkte rahein
Chale jhaanki toh sadko pe maut phire
Kaali ghaati ke peeche purvanchal
Aur poore purvanchal mein
Humra hi dhaus chale
Ka kha ga gha anga
Arey humse kaun le panga
Phir cha chha ja jha aeiyan
Ab sabke hamayi bhaiya
Jab bhi dekhe humri shakal
Ye karein ta tha ta tha thaiya
Mathe pe katta lagaake
Laga denge paar tumhri naiyya
Ye gaddi ki gandi bimari
Ee gaddi ki gandi bimari
Bharosa ni kisi pe
Aur na kisi na banti humari
Ee gaddi ki gandi bimari
Gandi bimaari
Sher ke muh mein ab khoon lag chuka
Naya sher ye purana wo sher thak chuka
Yahi kaat de saamne ab sar mat jhuka
Ab bhai mar chuka toh ab bhay mar chuka
Bahut hi barood hai sheher mein barfi ki kami nahi
Humari kabhi wardi se bani nahi
Haraam gardi ghar pe toh kari ni kabhi
Kabhi par nikle jab ghar se toh thami ni
Kaaleen bicha denge khoon se range ye paanv
Kaleen pe nachenge maaloom nahi kya tumhe
Aaye jo chowk pe been baja denge
Saanp ko paalo par hoga zehreela hi
Tera na mera wo kisi ka chela nahi
Upar tak aaye kisi ko dhakela nahi
Poora control yeh koi jhamela nahi
Jo aaya hai wo jayega bhi
Par iss baar marzi humari hogi
Ni maanenge jab tak chalegi
Nahi marzi humari
Hum maalik hain maare jab marzi humari
Kal gaddi ke waaris ko maare the
Thi jiski bhi kal ab woh gaddi humaari
Ye gaddi ki gandi bimaari
Bharosa ni kisi pe
Aur na kisi na banti humari
Ee gaddi ki gandi bimari