Gori Hai Kalaiyan Lyrics from the Movie “Mere Husband Ki Biwi” Song sung by Badshah, Kanika Kapoor, Sharvi Yadav & IP Singh. with also music is given by Akshay, IP Singh. while Gori Hai Kalaiyan song lyrics are written by IP Singh, the song featuring artists by Arjun Kapoor, Rakulpreet Singh.

Gori Hai Kalaiyan Lyrics- Mere Husband Ki Biwi
Gori Hai Kalaiyan Lyrics
Gori hai kalaiyan
Apna bana le mujhe
Apna bana le mujhe
Apna bana le mujhe
Tujhe kya main tang karti hoon
Nahi na nahi na
Phir kyoon ni gall mannda ae tu tu tu tu??
Ek taan main tere pichhe pichhe aayi aan
Gharwaaleyaan ton kar ke ladaaiyaan
Mainu ishqe da chadeya bukhaar
Aake de de chandre ve
Mainu dil di dawaaiyaan
Dawaaiyaan
Dawaaiyaan
Gori hai kalaiyan
Main laa doon tujhe hari hari choodiyaan
Gori hai kalaiyan
Main laa doon tujhe hari hari choodiyaan
Apna bana le mujhe
Sa ja na aa
Apna bana le mujhe
Sa ja na aa
Apna bana le mujhe
Sa ja na aa
Apna bana le mujhe
Sa ja na aa
Kyoon na tujhko zara bhi aati sharam
Kis baat ka rakhke baithi bharam
Tu hai thandi hawa mein aandhi garam
Teri jaan jayegi jaan kasam
Kehne ko hoga kasoor mera
Par aadat se majboor hu main
Mujhe dil vil matt de
Dil ke tukde karne ke liye mashoor hu main
Baatein dil ki hain tujhko batayein
Dil kyoon dukhata hai harjaee
Dedu tujhe sare aam izajat
Meri jaan meri thaam kalaaiyan
Gori hai kalaiyan
Main laa doon tujhe hari hari choodiyaan
Gori hai kalaiyan
Main laa doon tujhe hari hari choodiyaan
Apna bana le mujhe
Sa ja na aa
Apna bana le mujhe
Sa ja na aa
Apna bana le mujhe
Sa ja na aa
Apna bana le mujhe
Sa ja na aa.