Jalte Diye Lyrics Prem Ratan Dhan Payo

Spread the love

Jalte Diye Lyrics.The Favourite Diwali Song Sung Anwesha Datta Gupta, Harshdeep Kaur, Shabab Sabri, Vineet Singh.The Movie Prem Ratan Dhan Payo.The Music Given By Himesh Reshammiya Written In Irshad Kamil.

Jalte Diye Lyrics Prem Ratan Dhan Payo – Anwesha Datta Gupta, Harshdeep Kaur, Shabab Sabri, Vineet Singh Lyrics

Singer Anwesha Datta Gupta, Harshdeep Kaur, Shabab Sabri, Vineet Singh
Movie Prem Ratan Dhan Payo 2015
Music Himesh Reshammiya
Song Writer Irshad Kamil






Aaj agar milan ki raat hoti
Jaane kya baat hoti
Toh kya baat hoti

Sunte hai jab pyar ho toh
Diye jal utthte hain
Tann mein mann mein
Aur nayan mein
Diye jal utthte hain
Aaja piya aaja aaja piya aaja ho
Aaja piya aaja tere hi
Tere liye jalte diye
Bitaani tere saaye
Mein saaye mein zindagaani
Bitaani tere saaye mein saaye mein

Kabhi kabhi kabhi
Kabhi aise diyon se
Lag hai jaati aag bhi
Dhule dhule aanchalon pe
Lag hain jaate daag bhi
Hain veeraanon mein badalte
Dekhe mann ke baag bhi

Sapno mein shringar ho toh
Diye jal utthte hain
Khwaahison ke aur sharam ke
Diye jal utthte hain
Aaja piya aaja aaja piya aaja ho
Aaja piya aaja tere hi
Tere liye jalte diye
Bitaani tere saaye mein
Saaye mein zindagaani
Bitaani tere saaye mein saaye mein

Mera nahi
Mera nahi hai woh diya jo
Jal raha hai mere liye
Meri taraf kyun ye ujaale
Aaye hain inko rokiye
Yun begaani roshini
Mein kab talak koi jiye

Saanson mein jhankar ho toh
Diye jal utthte hain
Jhaanjharon mein kanganon mein
Diye jal utthte hain
Aaja piya hmm jalte diye
Bitaani tere saaye mein
Saaye mein zindagaani
Bitaani tere saaye mein saaye mein
Saaye mein saaye tere
Saaye mein saaye tere
Saaye mein saaye tere
Saaye mein saaye tere.








Jalte Diye Lyrics in Hindi

आज अगर मिलन की रात होती
जाने क्या बात होती
तोह क्या बात होती

सुनते है जब प्यार हो तोह
दिये जल उठते हैं
तन्न में मनन में
और नयन में
दिये जल उठते हैं
आजा पिया आजा आजा पिया आजा हो
आजा पिया आजा तेरे ही
तेरे लिए जलते दिए
बितानी तेरे साये
में साये में ज़िंदगानी
बितानी तेरे साये में साये में

कभी कभी कभी
कभी ऐसे दीयों से
लग ही जाती आज भी
धुले धुले आंचलों पे
लग हैं जाते दाग भी
हैं वीरानों में बदलते
देखे मनन के बाग़ भी

सपनो में श्रृंगार हो तोह
दिये जल उठते हैं
ख्वाहिशों के और शर्म के
दिये जल उठते हैं
आजा पिया आजा आजा पिया आजा हो
आजा पिया आजा तेरे ही
तेरे लिए जलते दिए
बितानी तेरे साये में
साये में ज़िंदगानी
बितानी तेरे साये में साये में

मेरा नहीं
मेरा नहीं है वह दिया जो
जल रहा है मेरे लिए
मेरी तरफ क्यों ये उजाले
आये हैं इनको रोकिये
यूँ बेगानी रोशिनी
में कब तलक कोई जिए

साँसों में झंकार हो तोह
दिये जल उठते हैं
झांझरों में कंगनों में
दिये जल उठते हैं
आजा पिया हम्म जलते दिए
बितानी तेरे साये में
साये में ज़िंदगानी
बितानी तेरे साये में साये में
साये में साये तेरे
साये में साये तेरे
साये में साये तेरे
साये में साये तेरे.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!


Spread the love