Jawaab Lyrics.The Latest song is sung by Badshah, and has music by Badshah, IOF, and Hiten while Badshah has written the Jawaab Lyrics.features Badshah and Gayatri Bhardwaj.
Jawaab Lyrics – Badshah Lyrics
Singer | Badshah |
Music | Badshah, IOF, Hiten |
Song Writer | Badshah |
Ye munasib hoga hamko thaamlo ke
Ham bhi chaand dhoondne lage hain badalon mein
Naam shamil ho chuka hai apna pagalon mein
Matlabi is duniya se kinaare kar lun
Naam tere saari ki saari bahaarein kar dun
Bas chale to tere hath mein sitaare rakh dun
Shaam ka rang kyon
Tere rang mein mil raha hai
Dil mera tere sang
Baith kar kyon khil raha hai
Hai koi jawaab oh mere janaab
Hai koi jawaab is baat ka
Aapke apne hi hain hamko jaaniye to
Is sharam ke lehje ko pehchaniye to
Baat ban jayegi baat maniye to
Kya hai kuch nahi ye char din ki zindgani
Taaron ke her fer ki ye karistani
Na kabhi bhi mitne wali likh de kahani
Aapki aankhon mein jo likha
Main padh raha hun
Baat wo honth par kab aayegi
Intezaar kar raha hun
Hai koi jawaab oh mere janaab
Hai koi jawaab is baat ka
Bunte rahein ya na bune ye khwaab
Hai koi jawaab is baat ka
जवाब LYRICS IN HINDI
ये मुनासिब होगा हमको थामलो के
हम भी चाँद ढूँदने लगे हैं बादलों में
नाम शामिल हो चुका है अपना पागलों में
मतलबी इस दुनिया से किनारे कर लूँ
नाम तेरे सारी की सारी बहारें कर दूं
बस चले तो तेरे हाथ में सितारे रख दूं
शाम का रंग क्यों
तेरे रंग में मिल रहा है
दिल मेरा तेरे संग
बैठ कर क्यों खिल रहा है
है कोई जवाब ओ मेरे जनाब
है कोई जवाब इस बात का
आपके अपने ही हैं हमको जानिए तो
इस शरम के लहजे को पहचानिए तो
बात बन जाएगी बात मानिए तो
क्या है कुछ नही ये चार दिन की ज़िंदगानी
तारों के हेर फेर की ये करिस्तानी
ना कभी भी मिटने वाली लिख दे कहानी
आपकी आँखों में जो लिखा
मैं पढ़ रहा हूँ
बात वो होंठ पर कब आएगी
इंतेज़ार कर रहा हूँ
है कोई जवाब ओ मेरे जनाब
है कोई जवाब इस बात का
बनट रहें या ना बुने ये ख्वाब
है कोई जवाब इस बात का