Kaha Tak Lyrics – Kr$na 

Spread the love

Kaha Tak Lyrics The song is sung by Kr$na, and has music by Jokhay and UMAIR while Kr$na has written the Kaha Tak Lyrics. The music video of the Kaha Tak song is directed by Manil Kandwal.

Kaha Tak Lyrics – Kr$na Lyrics

Singer Kr$na
Music Jokhay And Umair
Song Writer Kr$na






Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor

Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor

Lagre ye tense (tense),
Meri ab baatein na sun paate ye bina liye offence
Chahiye nahi friends, par chahiye
Dono mujhe, beamer ek benz (dono)

Banra nahi sense (sense), kare kyun pray for my end?
Uthaake pen, main lene na dunga ab chain
I’ll come back and do it again (yeah)

Industry waale hai dost nahi
Jo daaltе hai photo ek roz nayi
Afsos hai mujhe, afsos nahi karta
Compose main karta hun, posе nahi (na)

Aaya main kahan se kahan tak
Raaste ghatak, dekhe hai maine bhi badalte roop
Par chodda nahi aaj tak, karun ye last tak
Jab tak iss dharti pe dhoop

Pala main wo jagah jahan
Sab covid se pehle the masked up
You know that I’m the truth
Don’t make me bring up the past
Ab khulenge raaz, ab hogi phir galti mehsoos

Look at the time it took
Nikalne ko lage line me nukhs
Jaaunga kal, dikhayenge dukh
Par andar se toh ye ho jaayenge khush (yeah)

Puche ye “Tu kyun hai stressed?” (stressed)
Tere paas sab kuch hai, tu kyun depressed?
Hota tha heart of gold, ab heart hai cold
Just like the shoulders I used to get

Mann me rakhi hai baatein (baatein)
Phir bhi shikayat na ek (ek)
Jis jagah pe nazar ye baandhe (baandhe)
Uss jagah ke laayak na ek (na)

Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor

Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor

Bolun toh bolun main kya
Jab diya na saath,
Toh chhodun main kya? (kya?)
Ye gaane hai mere gawah,
Kabhi in haatho ko jodunga na (na)

Suni ab maine bhi baate (aye)
Sune hai maine bhi taane (aye)
Suni thi meri ye raatein,
Jab milte the phool toh bhare the kaante (aye)

Aaj tere aur mere na naate
Toh haath milane kyun mere aur aate (aye)
I don’t give a fu*k, I’m kickin’ up dust
Na baandhenge meri ye laate (aye)

Kismat ne jo bhi parosa
Haan kara bharosha hai, I knew that I could
Yeah it’s true, not that I blew
They sayin’, they always knew that I would

Dekhe the maine, wo days the gray
Raatein kaali, on that paperchase
Chhodein ni maine ye paper-planes
Sapno ke bane yahan pay-per-plans

Karta raha hustle, main karta raha grind
Sochke aata hai sabhi ka time
Bolta tha god “Just give me a sign”
He made me a dollar, out of a dime

Only right, it’s only right (right)
I stand my ground and I fight (fight)
Trusting that days get bright, after the loneliest nights
It’s only right, it’s only right
Ye banke ghume parchai
Ek din main rakhunga niche ye mic
Par aaj wo din na hai bhai, dekh

Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor

Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor

Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor

Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor








How useful was this post?

Click on a star to rate it!


Spread the love