Log Peete Hain Lyrics – Master Saleem

Spread the love

Log Peete Hain Lyrics The song is sung by Master Saleem, and has music by Abhishek Thakur while Abhishek Thakur has written the Log Peete Hain Lyrics. The features Pratik Sehajpal and Aditi Budhathoki.

Log Peete Hain Lyrics – Master Saleem Lyrics

Singer Master Saleem
Music Abhishek Thakur
Song Writer Abhishek Thakur




Teri yaadon ki baarish
Rukti nahi zamaane mein
Aaye hain teri yaad mitaane ko
Mehkhaane pe

Log peete hain, log peete hain
Dil behlaane ke liye
Log peete hain
Dil behlaane ke liye

Hum peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye
Hum peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye

Log peete hain
Dil behlaane ke liye
Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye

Yun to maahir hai hum
Is zamaane ke liye
Yun to maahir hai hum
Is zamaane ke liye

Kaafi hai teri nazar
Hame haraane ke liye

Kaafi hai teri nazar
Hame haraane ke liye
Kaafi hai teri nazar
Hame haraane ke liye

Log peete hain
Dil behlaane ke liye
Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye

Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye

Palat ke dekha jo tune chaand ko
Sharmaa ke wo baadalon me chhup gaya

Roshan zameen fir bhi rahi
Tere hushn ke aaftaab se

Tujhme kaisa nasha nasha hai
Tujhme kaisa nasha nasha hai
Mera dil kyun fidaa fidaa hai
Mera dil kyun fidaa fidaa hai

Nazar tumhaari hai ik qayaamat
Nazar tumhaari hai ik qayaamat
Agar mita dil hai ik sharaarat
Agar mita dil hai ik sharaarat

Log jaate hain kaabaa sazdaa ke liye
Log jaate hain kaabaa sazdaa ke liye

Ham ban baithe kaafir uss ada ke liye
Ham ban baithe kaafir uss ada ke liye
Ham ban baithe kaafir uss ada ke liye

Log peete hain
Dil behlaane ke liye
Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye

Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye

Tere deedaar se dil ko
Sukoon aata hai
Parwaana apni khushi
Shamma pe kurbaan jaata hai

Jo tujhko na dekhun main pal do pal
Jo tujhko na dekhun main pal do pal
Karaar aata nahi hai ik pal
Karaar aata nahi hai ik pal

Teri hasi hai mera muqaddar
Teri hasi hai mera muqaddar
Tere liye hi banaa mai dilbar

Tere liye hi banaa mai dilbar
Tere liye hi banaa mai dilbar
Tere liye hi banaa mai dilbar

Tere deedaar ko tarse ye nazar
Tere deedaar ko tarse ye nazar

Ik jhalak to dikha
Mere rashke qamar
Ik jhalak to dikha
Mere rashke qamar
Ik jhalak to dikha
Mere rashke qamar

Log peete hain
Dil behlaane ke liye
Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye

Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye

Yun to maahir hai ham
Is zamaane ke liye
Yun to maahir hai ham
Is zamaane ke liye

Kaafi hai teri nazar
Hame haraane ke liye

Kaafi hai teri nazar
Hame haraane ke liye
Kaafi hai teri nazar
Hame haraane ke liye

Log peete hain
Dil behlaane ke liye
Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye

Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye
Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye
Ham peete hain
Tujhe bhool jaane ke liye








How useful was this post?

Click on a star to rate it!


Spread the love