Badshah Lyrics- Emiway Bantai

Spread the love

Badshah Lyrics.The Latest Hindi Song sung by Emiway Bantai. with also music is given by Tony James. while Badshah song lyrics are written by Emiway Bantai, the song featuring artists by Emiway Bantai.


Badshah Lyrics- Emiway Bantai

Badshah Lyrics- Emiway Bantai


Badshah Lyrics- Emiway Bantai

Aashiq hoon main, qatil bhi hoon
Sabke dilon mein shamil bhi hoon
Aashiq hoon main, qatil bhi hoon
Aabke dilon mein shamil bhi hoon

Dil ko churana, neendein udaana
Dil ko churana, neendein udaana
Bas yahi tera kusoor
Waadon se apne mukarta nahin
Marne main se kabhi darta nahi

Kya bolte badshah? kya bolte ki?
Kya bolte company?
Kidhar hai phir? Aa uth ke maar ke
Lavanda chal jaake
Marne se darte nahi chhote

Vaad hum karte toh
Peechhe mud karte nahi chhote
Bass ginte rahe chhote
Hum maidan mein utare na hote
Toh tum bhi na hote

G maloom na gaadi phir seedhi gayi
Nazar rakhni, izzat de mahila ko
Saamne se kaun teri didi gayi?

Idhar se li gayi, udhar se li gayi
Sharing taxi kaali aur peeli gayi
Ghum ke dekh zara, mumbai ki feeling hai
90 pe kaata kyon, peechhe full ceiling hai

Mehnat karke ghar pe chuha jala denge
Da chale to phir dhool bana denge
Bhula nahi paayega Raju ki yaad ko
Tension mein aayega, sulah kara denge

Sulah, ulla idhar hota nahi maa
Public full bheje se veer hai
Public ko shauk lene ka, le le phir

Kya bolte badshah? kya bolte ki?
Kya bolte company?
Kidhar hai phir? Aa uth ke maar ke
Lavanda chal jaake
Marne se darte nahi chhote

Vaad hum karte toh
Peechhe mud karte nahi chhote
Bass ginte rahe chhote
Hum maidan mein utare na hote
Toh tum bhi na hote

Koi jaldi banega, koi late banega
Banta ka shiksha le, set banega
Haath khaali, failana, malik ke aage
Wahi hai johtera pet bhare?

Are dialogue mein banta hai mast
Rao idhar aa jaake, bachche ko darao
Thakte nahi agle, mushkil mein hanste re
Sabko na kandhe pe chadhate

Baadshah agli ko ye pasand
Fakar nahi, apne ko tez pasand
Area ke shooter ko pucho
Toh boli se apne ko case pasand

Arey vela, kamrela, area mein farooq
Aage badh life mein kaun bola yaaro?
Mumbai mein chhokre log bula rahe Baadshah
Ammi ne naam mera rakh diya sarukh

Kya bolte badshah? kya bolte ki?
Kya bolte company?
Kidhar hai phir? Aa uth ke maar ke
Lavanda chal jaake
Marne se darte nahi chhote

Vaad hum karte toh
Peechhe mud karte nahi chhote
Bass ginte rahe chhote
Hum maidan mein utare na hote
Toh tum bhi na hote

Aur bhai log
Mumbai mein aaye din
Hota rehta hai ek haadsa
Aur mumbai ke har kone, har gali mein
Ek paida hota baadshah hai…

Maaloom hai na?
Baadshah bolte!.

Written By- Emiway Bantai



How useful was this post?

Click on a star to rate it!


Spread the love